Question: tumhari nazar me koi acha insaan hai..? Answer: Ni, Jitne the sabko humne bhgwan bna diya... Jo bure mile unhe shaitan bna diya or jinko dono na bna sake, unko insaan bna diya .
Na shayar hun na shayri aati hai, Jo bhi dil gunguna de bas wahi meri kalam dohrati hai.